UMMEED (Nazam)
UMMEED (Nazam)
Jannat me lagi padi hai aag dehar (zamane) se...
Tamashbeen le rahe maze dilli sheher se...

Barbad ho rahe hain wahan aman pasand ya rab...
Shab o din mushkil ho gaya juda hona inka ghar se...

Koi patharbaz to koi dehshat gardi me mubtala hai...
Insaniyat ki Zuban khamosh hai yahan zalim ke darr se...

Waqt wo bhi ayega Quadir, hai ye yaqeen poora...
Ummed ke badal ayenge aur nijat milegi is qaher se...

Comments
Post a Comment